1400 BCE pahle to indus valley civilization tha sir...us time to vedic era start bhi nhi hua tha...aur vedic civilization me Ram and krishna ko mention bhi nhi kiya gya hai...History optional ki book Upinder singh ne jo likha hai aur archeological evidence Mahabharat ko Ramayan se pahle rakhta hai...aapke vichar ispr kya hain qki mains optional me ispr questions bante rahte hain
Moni Rathour
July 22, 2020, 11:15 am
Very nice class sir thanks sir
Amar singh
July 22, 2020, 8:15 am
Nice lecture sir.bahut achchhe se samajh me aa raha hai.Sir Vajrayan aur Sahajyan sampradaya kisaki shaakha thi
Saurabh Kumar chaudharee
July 22, 2020, 12:03 am
Bahut hi achha padha rahe h sir aap , koi jaldbaajee Nahi h commendable way of teaching
Rakesh Kumar Yadav
July 21, 2020, 11:18 pm
Bahut achcha sir
Nice lecture
Sir aap Apne hisab se
exam point se pura padhaye
kisi k bar bar presar karne pls koi bhi topic miss na karen
Dhanywad Sir
sir very nice lecture, ap pura waqt le lijiye sir...., pehle mene ek jagah se coaching kiya tha waha bhi buddha padhaya tha but shayad unko bhi nhi pata tha k upsc ki demand kya h..., uske baad jab mene pre diya to me questions samjhne me bhi able nhi thi.., man bhot dukhi hua k mene taiyari nhi ki but baad me samjha k meri guidance hi galat thi, isliye aisa padhae k mujhe baad me dukh na ho or kisi se padhna na pade, samaj jayada lag bhi jae to koi problem nhi, time use hi ho raha h knowledge mil raha h, or sir aanguttar nikay bhi buddha dharm se hi sambhandhit h kya..?
Divyanshu singh
July 21, 2020, 10:14 pm
sir ap apne hisaab se padheye , plz sir .. ap course k hisaab se chaleyega..
ap bhut aacha padha h pahle padhta tha culture to samaz me nhi aata tha ap breif me aacha smza rhe h .......thnaku sir
Ragini Rai
July 21, 2020, 9:48 pm
Koi jaldbaji nhi hai sir, ap apne hisab se padhaiye, bahot achha lg rha hai, exam ke point of view se to important hai hi, sath hi ak alag thought bhi develop ho rhi hai... Thank you very much sir 🙏🙏🙏🙏🙏
Navin Kumar mathuri
July 21, 2020, 8:53 pm
sir pranam , sir aaj pata hi nhi chala 2 hrs. kab chala gya ,,, maja aa gya sir
intresting lecture ......
sir Actually Hmlogo m mostly students graduation m hi hai Or sath hi new hai.... isliye pata nhi hota ki kon sa chapter art nd culture ka ha kon history ka... OR isliye abhi Questions bhi nhi puchh pate.........
Anurag Sinha
July 22, 2020, 12:21 pm1400 BCE pahle to indus valley civilization tha sir...us time to vedic era start bhi nhi hua tha...aur vedic civilization me Ram and krishna ko mention bhi nhi kiya gya hai...History optional ki book Upinder singh ne jo likha hai aur archeological evidence Mahabharat ko Ramayan se pahle rakhta hai...aapke vichar ispr kya hain qki mains optional me ispr questions bante rahte hain
Moni Rathour
July 22, 2020, 11:15 amVery nice class sir thanks sir
Amar singh
July 22, 2020, 8:15 amNice lecture sir.bahut achchhe se samajh me aa raha hai.Sir Vajrayan aur Sahajyan sampradaya kisaki shaakha thi
Saurabh Kumar chaudharee
July 22, 2020, 12:03 amBahut hi achha padha rahe h sir aap , koi jaldbaajee Nahi h commendable way of teaching
Rakesh Kumar Yadav
July 21, 2020, 11:18 pmBahut achcha sir Nice lecture Sir aap Apne hisab se exam point se pura padhaye kisi k bar bar presar karne pls koi bhi topic miss na karen Dhanywad Sir
Ramesh kumar
July 21, 2020, 10:59 pm🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Monika Vaishnav
July 21, 2020, 10:28 pmsir very nice lecture, ap pura waqt le lijiye sir...., pehle mene ek jagah se coaching kiya tha waha bhi buddha padhaya tha but shayad unko bhi nhi pata tha k upsc ki demand kya h..., uske baad jab mene pre diya to me questions samjhne me bhi able nhi thi.., man bhot dukhi hua k mene taiyari nhi ki but baad me samjha k meri guidance hi galat thi, isliye aisa padhae k mujhe baad me dukh na ho or kisi se padhna na pade, samaj jayada lag bhi jae to koi problem nhi, time use hi ho raha h knowledge mil raha h, or sir aanguttar nikay bhi buddha dharm se hi sambhandhit h kya..?
Divyanshu singh
July 21, 2020, 10:14 pmsir ap apne hisaab se padheye , plz sir .. ap course k hisaab se chaleyega.. ap bhut aacha padha h pahle padhta tha culture to samaz me nhi aata tha ap breif me aacha smza rhe h .......thnaku sir
Ragini Rai
July 21, 2020, 9:48 pmKoi jaldbaji nhi hai sir, ap apne hisab se padhaiye, bahot achha lg rha hai, exam ke point of view se to important hai hi, sath hi ak alag thought bhi develop ho rhi hai... Thank you very much sir 🙏🙏🙏🙏🙏
Navin Kumar mathuri
July 21, 2020, 8:53 pmsir pranam , sir aaj pata hi nhi chala 2 hrs. kab chala gya ,,, maja aa gya sir intresting lecture ...... sir Actually Hmlogo m mostly students graduation m hi hai Or sath hi new hai.... isliye pata nhi hota ki kon sa chapter art nd culture ka ha kon history ka... OR isliye abhi Questions bhi nhi puchh pate.........