Thank you very much sir for developing that approach which is needed in CSE.previous year ke questions mera sahi solve ho rha hai sirf concept ke karan..Result aane ke baad aapse jaroor milunga...Hum eklavya logo ke liye aap dronacharya hain koshish karunga ki aapka Arjun bhi ban Saku..Thank you very much sir...Josh is high sir
Monika Vaishnav
March 12, 2020, 4:45 pm
sir kuch companies k name k piche limited likha jata h n kuch k nhi, aisa kyu is word ka economy me kya meaning h..?
SUNIL KUMAR Jha
March 12, 2020, 3:08 pm
Dear students aaj Maine aapke abhi tak ke sare comments padhe. Most of the students ko ye nahi pata ki wo Ias ki taiyari kar rahe hain na ki ssc ki. Pahle class se hi notes banane ki jaldi hai maximum students ko. Sab kuch bahut hi detail me book me likha hua hai. Ye ek galat trend hai. Kisne start kiya ye to nahi pata lekin hindi medium students ke poor performance ka ye sabse bada karan hai.Aapse mera sincere request hai ki aap kabtak outdated approach ko follow karte rahoge. Aap dekhen ki uppcs ka bhi pattern change ho gaya aur aap wahan bhi competition se bahar ho rahe hain. Problem pattern ya syllabus ke saath nahi hai balki problem aapke saath hai. Problem hindi medium ke teachers ke saath hai jinhone aapko sahi approach ke saath guide nahi kiya. Aapko decide karna ki sapno ki duniya me rahna hai ya use pura karne ke liye haqiqat ka samna karna hai jo ki bahut hi challenging hai
SUNIL KUMAR Jha
March 12, 2020, 2:31 pm
Dear vinod c ko pure yr ka divided milega. Co jab divided declare karti hai us time jiske pass share hoga usi ko pure yr ka divided milega. Yani ki c ko us period ka bhi dividend milega jis waqt uske pass share nahi tha. Ye c ke liye capital profit hoga. Post acquisition period profit revenue profit mana jayega c ke liye
Vinod kumar
March 12, 2020, 1:30 pm
Sir ek doubt ki man liya A kisi compny ka share kharida or usne share market me B ko bech diya B ne C ko ... to is case me company labhansh kisko degi...agar C ne wo share labhansh year ke end me kharida hai
Prince kumar
March 11, 2020, 9:45 pm
Revision ka tarika thora bata dijye sir please kyuki piche bala bahut luch bhul rahe hai.
Savitri Patel
March 16, 2020, 9:14 pmThank you sir nice lecture
Anurag Sinha
March 12, 2020, 11:41 pmThank you very much sir for developing that approach which is needed in CSE.previous year ke questions mera sahi solve ho rha hai sirf concept ke karan..Result aane ke baad aapse jaroor milunga...Hum eklavya logo ke liye aap dronacharya hain koshish karunga ki aapka Arjun bhi ban Saku..Thank you very much sir...Josh is high sir
Monika Vaishnav
March 12, 2020, 4:45 pmsir kuch companies k name k piche limited likha jata h n kuch k nhi, aisa kyu is word ka economy me kya meaning h..?
SUNIL KUMAR Jha
March 12, 2020, 3:08 pmDear students aaj Maine aapke abhi tak ke sare comments padhe. Most of the students ko ye nahi pata ki wo Ias ki taiyari kar rahe hain na ki ssc ki. Pahle class se hi notes banane ki jaldi hai maximum students ko. Sab kuch bahut hi detail me book me likha hua hai. Ye ek galat trend hai. Kisne start kiya ye to nahi pata lekin hindi medium students ke poor performance ka ye sabse bada karan hai.Aapse mera sincere request hai ki aap kabtak outdated approach ko follow karte rahoge. Aap dekhen ki uppcs ka bhi pattern change ho gaya aur aap wahan bhi competition se bahar ho rahe hain. Problem pattern ya syllabus ke saath nahi hai balki problem aapke saath hai. Problem hindi medium ke teachers ke saath hai jinhone aapko sahi approach ke saath guide nahi kiya. Aapko decide karna ki sapno ki duniya me rahna hai ya use pura karne ke liye haqiqat ka samna karna hai jo ki bahut hi challenging hai
SUNIL KUMAR Jha
March 12, 2020, 2:31 pmDear vinod c ko pure yr ka divided milega. Co jab divided declare karti hai us time jiske pass share hoga usi ko pure yr ka divided milega. Yani ki c ko us period ka bhi dividend milega jis waqt uske pass share nahi tha. Ye c ke liye capital profit hoga. Post acquisition period profit revenue profit mana jayega c ke liye
Vinod kumar
March 12, 2020, 1:30 pmSir ek doubt ki man liya A kisi compny ka share kharida or usne share market me B ko bech diya B ne C ko ... to is case me company labhansh kisko degi...agar C ne wo share labhansh year ke end me kharida hai
Prince kumar
March 11, 2020, 9:45 pmRevision ka tarika thora bata dijye sir please kyuki piche bala bahut luch bhul rahe hai.
Chandan kumar
March 11, 2020, 7:45 pmHappy holi sir jii