Kyuki ye sb to secondary market me hota h,,,, tb us company ki demand pe kya effect padega
Akash Singh
May 13, 2020, 8:24 pm
Sir,,,, jb fpi kisi indian company me paise investment krte h uske baad jb ye us company ke share ko sell krke apne paise nikalte h,,,,, us samay share market me bikavali ka daur suru ho jata h,,,,, bt is sab se company ko kya affect padta h,,,, vo to apna business krti rahegi,,,,, chahe usko profite ho ya loss ho
Maneesh Kumar Vishwakarma
April 6, 2020, 1:37 am
sir, jab 1992 me bharat ki economy recovery mode me nhi thi tab us samay portfoliyo investers bharat me nivesh kyo karenge? aur tab aisi sthiti me ye hamare economy ke liye sahi kaise ho sakte hai?
matlub alam
March 22, 2020, 11:13 am
roli , jab fpi apne share ko sell karte hai to kam rate me jisse use koi advantage aur disadvantage na ho, sirf wo apna fasa hua amount nikalna chata hai , jo thoda apne share ke rate ko decrease kar deta hai current ke rate se jisse kharidne walo ko advantage dikhayi deta hai aur fpi bahut pahle apne share kharida rahta hai jisse use kam profit hota hai but uska amount mil jata hai is tarah ek country se duare country move karta hai
Roli
March 20, 2020, 7:43 pm
Sir ak question tha
Sir jo FPI paise nikalte hai aur gold Me lagate hai, to sir jaha se paise nikalte hai jis country se jab waha ka economy neeche aati hai to unka share us time kaun kharidega, bina share beche wo paise nhi nikal sakte. Sir please reply answer dijiye
Vikas kumar
March 16, 2020, 4:23 pm
You are great sir
rajababu chauhan
March 15, 2020, 9:35 am
sir class ki timing ho ske to bda dijiye
nd thanx
apke pdane ka tarika bahut sandar hai
Akash Singh
May 13, 2020, 8:26 pmPlz rply sir
Akash Singh
May 13, 2020, 8:26 pmKyuki ye sb to secondary market me hota h,,,, tb us company ki demand pe kya effect padega
Akash Singh
May 13, 2020, 8:24 pmSir,,,, jb fpi kisi indian company me paise investment krte h uske baad jb ye us company ke share ko sell krke apne paise nikalte h,,,,, us samay share market me bikavali ka daur suru ho jata h,,,,, bt is sab se company ko kya affect padta h,,,, vo to apna business krti rahegi,,,,, chahe usko profite ho ya loss ho
Maneesh Kumar Vishwakarma
April 6, 2020, 1:37 amsir, jab 1992 me bharat ki economy recovery mode me nhi thi tab us samay portfoliyo investers bharat me nivesh kyo karenge? aur tab aisi sthiti me ye hamare economy ke liye sahi kaise ho sakte hai?
matlub alam
March 22, 2020, 11:13 amroli , jab fpi apne share ko sell karte hai to kam rate me jisse use koi advantage aur disadvantage na ho, sirf wo apna fasa hua amount nikalna chata hai , jo thoda apne share ke rate ko decrease kar deta hai current ke rate se jisse kharidne walo ko advantage dikhayi deta hai aur fpi bahut pahle apne share kharida rahta hai jisse use kam profit hota hai but uska amount mil jata hai is tarah ek country se duare country move karta hai
Roli
March 20, 2020, 7:43 pmSir ak question tha Sir jo FPI paise nikalte hai aur gold Me lagate hai, to sir jaha se paise nikalte hai jis country se jab waha ka economy neeche aati hai to unka share us time kaun kharidega, bina share beche wo paise nhi nikal sakte. Sir please reply answer dijiye
Vikas kumar
March 16, 2020, 4:23 pmYou are great sir
rajababu chauhan
March 15, 2020, 9:35 amsir class ki timing ho ske to bda dijiye nd thanx apke pdane ka tarika bahut sandar hai
Sunil Kumar
March 15, 2020, 9:02 amU r great sir🙏
Ragini Rai
March 14, 2020, 8:02 pmThank you very much sir 🙏🙏